Tuesday, June 11, 2013


ek koshish apne to tarashne ki,
ek jajba apne ko bhulne ka,
ek chahat teri khushi ki,
ek man tujh mein fana ho jane ka.


Wednesday, May 29, 2013

Khushi

khush hua ye man
chala kadra kadra
dukhi hua ye man raha kadra kadra :)