Tuesday, June 5, 2012


aaj phir sab kuch khali hai... kyu mein hii bach jati hun apne sath, kyu ye dill aaj phir se sab se paraya hai, mein jaise hun waise kyu hun, na kuch bolna hai, na kuch sunna hai, sab kuch hai khali, in khali palo min bas yadein sath hain, khushnuma palo ki bas batein yad hai, kyu ye dil phir se un sab palo mein jeeta hai, dil ki kahe bhi to kya, dil ki sune bhi to kab tak, kyu ye jindagi itni khali hai, mere hone mere na hone se farak hi kya padta hai, kya chahu kisi se, kya bolu kisi se, jab mere pas hi kuch bhi nahi hai... ye bin matlab ki jindagi, ye bin matlab ka mela.. kuch to