Wednesday, December 30, 2009

Jahan

pana hai mujhe sab kuch pana hai,
haan jis jahan ka khawab maine sajaya tha,
mujhe waha jana hai...

Jarur

kuch to hai jo mujhe kha raha,
main usko dhund ne chal pada,
tha rasta aasan nahi,
sathiyo ne mujhe kabhi samjha nahi,
shayad bakwas tha unke liye,
mera ruthna, manana aur chid chidana,
lekin kuch to adhura hai,
kuch to dur hai,
kuch to daba hai,
haan kuch ti jarur hai...

Jarur

kuch to hai jo mujhe kha raha,
main usko dhund ne chal pada,
tha rasta aasan nahi,
sathiyo ne mujhe kabhi samjha nahi,
shayad bakwas tha unke liye,
mera ruthna, manana aur chid chidana,
lekin kuch to adhura hai,
kuch to dur hai,
kuch to daba hai,
haan kuch ti jarur hai...

Faisla

jindagi har mod par hai faisla,
kabhi man se ghira,
kabhi dimag ne mana liya,
dar gaya tha main, tha mera hi faisla,
na suna maine dil ka kaha,
kyu ki mein aithta hi chala gaya,
ek sukoon pane ka, apni chahto ko,
ek khawab apne ko pane ka,
kho gaya shor mein, tham gayi aahatein,
kho gaya manjar, ab na koi khwab hai na koi manjar,
bas hai to sirf ek banjar, hai to sirf ek banjar....