Monday, February 1, 2010

bulbule

bulbule ubaal ki,
kar rahi thi sarfaroshi,
pani aur hawa sa sach,
na bandh saki khamoshiyan,
na daba saki chillahatein,
kal tha daba daba, aaj hai ujla ujla,

adhura

Jindagi ka rang ho tum,
Bol ke piche jo gud guda jaye wo tarang ho tum,
Dhup mein chaya mein, har lamha sang ho tum.
Har yaad ki sugandh ho tum.

Banwre sath ko jisne geet banaya, wo tarana ho tum.
Mera khud par, pyar par, har khushi par itrane ka bahana ho tum.

adhura

kya hai aadmni dhnund raha,
ek daud hai, sannate mein,
dur talak jane ki lalak,
na koi apna hai, na pyar ki jhalak,
hai shor shor,
hai

Call

No apprehensions,
No pretentions,
No obstructions,
No bare emotions,
Taken my call with my all.