Friday, August 24, 2012


ye lamha kitna khali hai, no koi umang, no koi tarang, kyu ho jata hai jindagi ka aisa rang, sab se bekhabar, sab se anjan, sab se kharab hoti hai...

Thursday, August 16, 2012


thak gaya ye man, thak gaya ye tan, ye maya jaal mein fas ke tadap raha hai aman, khushi ki chahat mein khushi se bhagta insan, ye kaisi paheli ye kaise hai uljhan, shayad bas yahi hai jeevan ke rang...