Wednesday, December 30, 2009

Faisla

jindagi har mod par hai faisla,
kabhi man se ghira,
kabhi dimag ne mana liya,
dar gaya tha main, tha mera hi faisla,
na suna maine dil ka kaha,
kyu ki mein aithta hi chala gaya,
ek sukoon pane ka, apni chahto ko,
ek khawab apne ko pane ka,
kho gaya shor mein, tham gayi aahatein,
kho gaya manjar, ab na koi khwab hai na koi manjar,
bas hai to sirf ek banjar, hai to sirf ek banjar....

Monday, December 21, 2009

Mausam

aaj dil chahta hai ki, daal dun rang jameen par,
ki khushi hai dil mein, ki maja hai feeza mein,